Chand Jaise Mukhde Pe - Saawan Ko Aane Do (1979)
Posted by Nerdyy
Another great song - this one has a very rural India feel to it as was the case with most Rajshri Productions movies.
chand jaise mukhde pe bindiya sitara
nehin bhoolega meri jaan yeh sitara woh sitara
mana teri nazron mein main hoon ek awaara
nehin bhoolega meri jaan yeh awaara woh awaara
kajrare chanchal nainon mein suraj chand ka dera
roop ke is paawan mandir mein hansa kare baseraa
pyaase geeton ki ganga ka tu hi hai kinara ho kinara
nehin bhoolega meri jaan yeh kinara woh kinara

0 footnotes: