Aao Tumhein Chand Pe Le Jayen - Zakhmee (1975)
Posted by Nerdyy
This was the debut movie of Bappi Lahiri - and what an un-Bappi Lahiri score this was. This song isnt exactly obscure but it definitely wasnt as popular as Jalta Hai Jiyaa Mera. This is a great song though.
aao tumhein chand pe le jaayen
pyar bhare sapne sajayen
chhota sa bangla banayen
ek nayi duniya basayen
gham jahan soye aur khushi jaage
aaj ki hai manzil taaron ki aage
dil wahan roothe nehin hai
aansoo to hote nahin hai
aao tumhein chand pe le jaayen
pyar bhare sapne sajayen
chhota sa bangla banayen
ek nayi duniya basayen
gham jahan soye aur khushi jaage
aaj ki hai manzil taaron ki aage
dil wahan roothe nehin hai
aansoo to hote nahin hai
0 footnotes: