Baahon Mein Teri Masti Ke Ghere - Kaala Paththar (1979)
Posted by Nerdyy
Based(partially) on Lord Jim, this movie was the start of Yash Chopra delivering flop after flop, until Chandni. The songs in this movie are excellent especially this and Ek Raasta Hai Zindagi. This song has a great movement and rhythm to it and is excellently sung by Rafi and Lata. Sahir Ludhianvis lyrics and the music of Rajesh Roshan are also very good.
khwaabon mein jisko tanhaa javaani
barson se taqti thi tu vahi hai
chhoone se jiske seene mein meri
lau jaag sakti thi tu vahi hai
kuchh khwaab mere kuchh khwaab tere
yun milte jaate hain dil khilte jaate hain
lab gun gunaate hai
bikhraa ke zulfen jhuk jaao mujhpe
milne do saayaa tapte badan ko
maine hamesha teri amaanat
samjha hai apne jaan aur tan ko
tu saath mere main saath tere
roohon ke roohon se
jismon ko jismon se
sadiyon ka naata hai
khwaabon mein jisko tanhaa javaani
barson se taqti thi tu vahi hai
chhoone se jiske seene mein meri
lau jaag sakti thi tu vahi hai
kuchh khwaab mere kuchh khwaab tere
yun milte jaate hain dil khilte jaate hain
lab gun gunaate hai
bikhraa ke zulfen jhuk jaao mujhpe
milne do saayaa tapte badan ko
maine hamesha teri amaanat
samjha hai apne jaan aur tan ko
tu saath mere main saath tere
roohon ke roohon se
jismon ko jismon se
sadiyon ka naata hai
Oh the contrast the 'bahon mein teri' of 1979 vs the 'bahon mein teri' of 2005 ;) :P
ReplyDeleteLOLLL yeah and how ironic that i posted this and you posted that :P
ReplyDelete