Chal Kahin Door Nikal Jayen - Doosra Aadmi (1977)
Posted by Nerdyy
When you listen to this song or watch it - you feel like it is about two lost and wandering souls magically finding each other and letting themselves drown in the moment and flow with the feelings - how amazing it is to imagine this playing out :) Lata Rafi and Kishore make this a wonderful song :D
kyaa mausam hai ae deewaane dil
chal kahin door nikal jaayen
koi hamdam hai chaahat ke qaabil
to kis liye ham sambhal jaayen
jhoom ke jab jab kabhi do dil gaate hain
chaar kadam chalte hain phir kho jaate hain
aisaa hai to kho jaane do mujh ko bhi aaj
ye kyaa kam hai do pal ko raahi
arre mil jaayen bahal jaayen
yeh mastiyaan yeh bahaar dil ho chalaa beqaraar
main girtaa hoon mujhe thaam lo
bheege labon se meraa naam lo
duniyaa ko ab do nazar kyun aayen hum
itne qareeb aao ke ek ho jaayen hum
khoye se hum, khoyi si manzil
achchhaa hai sambhal jaayen
kyaa mausam hai ae deewaane dil
chal kahin door nikal jaayen
koi hamdam hai chaahat ke qaabil
to kis liye ham sambhal jaayen
jhoom ke jab jab kabhi do dil gaate hain
chaar kadam chalte hain phir kho jaate hain
aisaa hai to kho jaane do mujh ko bhi aaj
ye kyaa kam hai do pal ko raahi
arre mil jaayen bahal jaayen
yeh mastiyaan yeh bahaar dil ho chalaa beqaraar
main girtaa hoon mujhe thaam lo
bheege labon se meraa naam lo
duniyaa ko ab do nazar kyun aayen hum
itne qareeb aao ke ek ho jaayen hum
khoye se hum, khoyi si manzil
achchhaa hai sambhal jaayen
what a song ..one of my fav ..i dont know how many times i saw this movie..rishi was too good in this movie ..superb
ReplyDeletealy :) very complex movie for its times :)
ReplyDeleteand yes ... beautiful song :P
Oho aha :O :O gosh
ReplyDelete