Main Aur Meri Awaargi - Duniya (1984)

Posted by Nerdyy

This song was my constant companion during the period of 1993 till about oh 2001 .... but memories sometimes keep flooding back ... the words always seem so very real :D

This version of the song is composed by R. D. Burman and sung by Kishore Kumar. There is another version composed and sung by Nusrat Fateh Ali Khan - the two versions are completely different in structure as well as the mood - this one os more soulful and sad - that one is more trancy and joyous - either way they are both excellent - what a beautiful ghazal written by Javed Akhtar.


ik din mili ik mahjabeen tan bhi haseen jaan bhi haseen
dil ne kaha humse wahi khwabon ki manzil hai yehi
phir yunh huwa woh kho gayi to mujhko zid si ho gayee
layenge usko dhoondkar main aur meri awaargi

yeh dil hi tha jo seh gaya jo baat aisi keh gaya
kehne ko fir kya reh gaya ashkon ka dariya beh gaya
jab kehke woh dilbar gaya tere liye main mar gaya
rote hai usko raat bhar main aur meri awaargi

hum bhi kabhi abaad the aise kahan barbaad the
befikr the azaad the masroor the dishaad the
woh chaal aise chal gaya hum bujh gaye dil jal gaya
nikle jalakar apna ghar main aur meri awaargi

2 comments:

  1. What song, what a roundup of talented ppls, even a cast with Ranbirs ka baap :B what a year! *cheers*

    ReplyDelete